Letras Web

Yeh Raaten Yehh Mausam

Sanam

4 acessos

Yeh raaten yehh mausam

Yeh raaten, yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawaa
Haa.. Aa.. Aaa..

Yeh raaten, yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawaa
Kaha doh dilon ne
Ke milkar kabhi hum, na honge juda
Yeh raaten, yeh mausam
Nadi ka kinara, yeh chanchal hawa

Yeh kya baat hai, aaj ki chandni mein
Yeh kya baat hai, aaj ki chaandni mein
Ke humko gaye, pyaar ki raagini mein

Yeh baahon mein baahen
Yeh bahaki nigaahen
Lo aane laga zindagi ka maza
Yeh raaten, yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawa

Top Letras de Sanam

  1. Yeh Raaten Yehh Mausam
  2. Mere Mehboob Qayamat Hogi
  3. Badalne Ke Intezaar Mein (Acoustic)
  4. Teri Aankhon Se
  5. Jee Le Zaraa
  6. Main Hoon
  7. Garmi Di Tu
  8. Pal Pal Dil Ke Paas