Letras Web

Mastana Mausam Hai, Rangin Najara

Alka Yagnik

4 acessos

Mastana mausam hai, rangin najara
dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara
aaj se janeman dil hai tumhara
choree choree maine tumse pyar kiya hai, mano o jana
tumne mujhko kitna bekarar kiya hai, mushkil batana
koyee bhee toh naa jane ham kaise divane huye
duniya me naa koyee tumse hai pyara
dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara
aaj se janeman dil hai tumhara

ho chahat kaa mausam hai jawan, khoye khoye se ham yaha
khwabo me mai toh kho gayee, divanee see mai ho gayee
lagta hai hoga nahee tum bin gujara
mm dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara
aaj se janeman dil hai tumhara
mastana mausam hai, rangin najara
dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara
aaj se janeman dil hai tumhara
dil hai tumhara

Top Letras de Alka Yagnik

  1. Salaam (tradução)
  2. Zindagi Ek Ajab Mod Pe
  3. Bechain Mera Yeh Dil Hai
  4. Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya
  5. Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si
  6. Arey Mar Gaye Mar Gaye Phokat Me Ham
  7. Jaana Nahin Tha
  8. Yaar Mat Ja Ke Meri Baat Abhi Baaki Hai
  9. Pehle Pehel (tradução)
  10. Samajhkar Chand Jisko Aasman Ne