Letras Web

Dhire Dhire Ham Dono Me Pyar Huwa

Alka Yagnik

7 acessos

Dhire dhire ham dono me pyar huwa hai pakka
are aaja baba ham dono abb kar le nain matakka
are hay hay hay mere rabba, diwani kudi dil le gayi
he he he he he he

dhire dhire ham dono, are hay hay hay mere rabba
diwana munda dil le gaya, ha

khadi khadi kya soche too, kah de mujhse i love you
dekhake tujhko ho jata hai diwana dil beqabu
chal gaya hai tera jadu, mai pichhe aur aage too
bato hee bato me tune, kar liya mera dil qabu
hay hay hay mere rabba

dur naa hona too hamase, jaldi aaja too chham se
jabse pyar kiya hai tumase, hosh hain mere gumsum se
hath pakad ke chhod naa dena, bas yeh kahana hai tumse
hay hay hay mere rabba

Top Letras de Alka Yagnik

  1. Salaam (tradução)
  2. Zindagi Ek Ajab Mod Pe
  3. Bechain Mera Yeh Dil Hai
  4. Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya
  5. Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si
  6. Arey Mar Gaye Mar Gaye Phokat Me Ham
  7. Jaana Nahin Tha
  8. Yaar Mat Ja Ke Meri Baat Abhi Baaki Hai
  9. Pehle Pehel (tradução)
  10. Samajhkar Chand Jisko Aasman Ne