Letras Web

Aaja Aaja Piya Abb Toh Aaja

Alka Yagnik

8 acessos

Aaja aaja aaja aaja ho
aaja aaja piya abb toh aaja , dekh toh kaisi halat huyi hain
aake hamko gale se laga ja , tujhse milne ki chahat huyi hain
aaja aaja piya abb toh aaja , dekh toh kaisi halat huyi hain

kya batau tujhe kitna pyar kiya, har ghadi bas tera intjar kiya
chahe jagi rahi chahe soyi rahi, tere khwabo khayalo me khoyi rahi
tujhse hoke juda mere raja , mujhpe kya kya kayamat huyi hain
aaja aaja aaja aaja ho
aaja aaja piya abb toh aaja , dekh toh kaisi halat huyi hain

tera sandesa jabse hain aaya sajan
ek ajab sa nasha mujhpe chaya sajan
abb toh kaate se bhi waqt kat ta nahi
tera chehra nigaho se hat ta nahi
yeh khushi ki khabar sunke raja
bekaraari me raahat huyi hain
aaja aaja aaja aaja ho
aaja aaja piya abb toh aaja , dekh toh kaisi halat huyi hain
aake hamko gale se laga ja , tujhse milne ki chahat huyi hain

Top Letras de Alka Yagnik

  1. Salaam (tradução)
  2. Zindagi Ek Ajab Mod Pe
  3. Bechain Mera Yeh Dil Hai
  4. Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya
  5. Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si
  6. Arey Mar Gaye Mar Gaye Phokat Me Ham
  7. Jaana Nahin Tha
  8. Yaar Mat Ja Ke Meri Baat Abhi Baaki Hai
  9. Pehle Pehel (tradução)
  10. Samajhkar Chand Jisko Aasman Ne