Letras Web

Jaanam Jaanam Tera Meraa Pyaar Nayaa Hai

Udit Narayan and Lata Mangeshkar

2 acessos

jaanam jaanam tera meraa pyaar nayaa hai
giit puraanaa saaz nayaa hai
jaanam jaanam...

aaj kii har ghadii rup mein ik nayaa nikhaar leke aaii hai
raat kii chaandanii zindagii mein ik nai bahaar leke aaii hai
kudarat ne khole hain aakhon ke raaj naye
jaanam jaanam...

jharanon mein aaj nayaa giit hai
giiton mein pyaar kaa sangiit hai (2)
mahakii havaa ne chanchal fizaa ne (2)
tujh hii se siikhe hain aakhon ke raaj naye
jaanam jaanam...

Top Letras de Udit Narayan and Lata Mangeshkar

  1. Dheere Dheere Subah Hui
  2. Chand Jaise Mukhde Pe Bindiya Sitara
  3. Koi Gaata Main So Jaata
  4. Mohabbat Bade Kaam Ki Chiz Hain
  5. Dekho Kanha Nahi Maanat Batiya
  6. k But Se Muhabbat Kar Ke
  7. Andekhi Anjaani
  8. Sultana Sultana
  9. Hindi Song Title: Madhuban khushboo deta hai
  10. Mungda Mungda