Letras Web

Chup Chaap - Female

Sadhana Sargam

6 acessos

Chup Chaap Chup Chaap Chup Chaap
Chup Chaap Karti Hai Baatein Jab Teri Yeh Khamoshiyan
Chup Chaap Sunte Hai Dil Ki Halki Halki Sargoshiyan

Bechain Si Har Saas Hain Anjaana Sa Ehsaas Hai

Chup Chaap

Aaino Se Baatein Hum Kiya Karte Hai
Der Tak Raaton Ko Jaagte Rehthe Hai
Aaino Se Baatein Hum Kiya Karte Hai
Der Tak Raaton Ko Jaagte Rehthe Hai
Chup Chaap Ghum Huvi Kahan Na Jaane Sab Tanhayiaan

Chup Chaap Dhoondhte Rahen Hum Teri Hi Parchaayiaan
Bechain Si Har Saas Hain Anjaana Sa Ehsaas Hai
Chup Chaap

Aaj Kal Baahon Mein Aasaman Hai Mere
Khushbuven Aaati Hai Ab Mere Sapno Se
Aaj Kal Baahon Mein Aasaman Hai Mere
Khushbuven Aaati Hai Ab Mere Sapno Se
Chup Chaap Yeh Armaan Soye Lete Hai Angdaaiyan

Chup Chaap Hi Bajne Lagi Dheemi Dheemi Shanaiyan
Bechain Si Har Saas Hain Anjaana Sa Ehsaas Hai
Chup Chaap

Chup Chaap Karti Hai Baatein Jab Teri Yeh Khamoshiyan
Chup Chaap Sunte Hai Dil Ki Halki Halki Sargoshiyan
Bechain Si Har Saas Hain Anjaana Sa Ehsaas Hai
Chup Chaap

Top Letras de Sadhana Sargam

  1. Na Hai Zameen Na Aasman
  2. Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili
  3. Na Quraan Hai Padhi
  4. Sach Hai Sanam
  5. Aap Ye Soch Ke Milate Huye Ghabaraate Hain
  6. Bin Saajan Jhoola Jhuloon
  7. Chanda re chanda re 2
  8. Teri Panaah Mein Hamein Rakhana
  9. Chaand Dekha Yaad Aayi Suurat Teri
  10. Iss Mele Mein Log Aate Hain