Letras Web

Unse Pootchey Dekhe Woh Kya Kehtey Hain

Alka Yagnik

6 acessos

Aa aa aaa
Unse pootche kya hain mohabbat dekhe woh kya kehte hain
Unse pootche kya hain mohabbat dekhe woh kya kehte hain
Har khwaahish ke do sau khwaab dekhe woh kya kehte hain
Unse pootchey

Ha unse pootche kya hain mohabbat dekhe woh kya kehte hain
Har khwaahish ke do sau khwaab dekhe woh kya kehte hain
Unse pootchey

Makhmali ret pe chal rahe hain armaan humare tere sahare
Subah ki os bhi chu rahe hain chalte sharare yeh lab tumhare

Anpadh hain kitne maussam bhi,raste jo saare yeh bhule
Unki nazar ki gum raahein, behkade jisko bhi chu le
Humne aaisa socha hain
Unki nazar ki gum raahein, behkade jisko bhi chu le
Humne aaisa socha hain
Dekhe woh kya kehte hain
Unse pootchey

Unse pootche kya hain mohabbat dekhe woh kya kehte hain
Har khwaahish ke do sau khwaab dekhe woh kya kehte hain
Unse pootchey

Katrane dhup ki so rahi hain, chehre pe banke zulfo se chanke
Aasman toot ke mil raha hain, tumse aur humse, haule se thamke
Unko jo chu ke gujre hain, behti hawa ke yeh jhoke
Khushbu se milne jaayenge, shayad yahan se yeh hoke
Humne aaisa socha hain
Khushbu se milne jaayenge, shayad yahan se yeh hoke
Humne aaisa socha hain
Dekhe woh kya kehte hain
Unse pootchey

Unse pootche kya hain mohabbat dekhe woh kya kehte hain
Har khwaahish ke do sau khwaab dekhe woh kya kehte hain
Unse pootchey
Aa aa aaa

Top Letras de Alka Yagnik

  1. Salaam (tradução)
  2. Zindagi Ek Ajab Mod Pe
  3. Bechain Mera Yeh Dil Hai
  4. Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya
  5. Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si
  6. Arey Mar Gaye Mar Gaye Phokat Me Ham
  7. Jaana Nahin Tha
  8. Yaar Mat Ja Ke Meri Baat Abhi Baaki Hai
  9. Pehle Pehel (tradução)
  10. Samajhkar Chand Jisko Aasman Ne