Letras Web

Tum Se Badhakar Duniya Mein

Alka Yagnik

8 acessos

Tum se badhakar duniya mein naa dekha koyi aur
jubaan par aaj dil ki baat aa gayi

kya khub aankhe hain teri, in mein jindagani hain meri
jee lenge hum dekh dekh ke inako, kya khub aankhe hain teri
too hee too khwaabon mein hain naa duja koyi aur
jubaan par aaj dil ki baat aa gayi
tum se badhakar duniya mein naa dekha koyi aur
jubaan par aaj dil ki baat aa gayi

sundarata tune wo payi, nazan hain tumpe khudayi
naj nahi apane par phiir bhi tujhko, sundarata tune wo payi
dil kaa hasin tere jaisa naa dekha koyi aur
jubaan par aaj dil ki baat aa gayi
tum se badhakar duniya mein naa dekha koyi aur
jubaan par aaj dil ki baat aa gayi

baato mein teri ik ada hai, teri ada mein wafa hai
phir bhi tujhse milane ko jee chaahe, baato mein teri ik ada hai
dil mein itaaa pyar liye naa aaya koyi aur
jubaan par aaj dil ki baat aa gayi
tum se badhakar duniya mein naa dekha koyi aur
jubaan par aaj dil ki baat aa gayi

Top Letras de Alka Yagnik

  1. Salaam (tradução)
  2. Zindagi Ek Ajab Mod Pe
  3. Bechain Mera Yeh Dil Hai
  4. Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya
  5. Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si
  6. Arey Mar Gaye Mar Gaye Phokat Me Ham
  7. Jaana Nahin Tha
  8. Yaar Mat Ja Ke Meri Baat Abhi Baaki Hai
  9. Pehle Pehel (tradução)
  10. Samajhkar Chand Jisko Aasman Ne