Letras Web

Tum Kya Jano Dil Karta Tumse Kitna Pyar

Alka Yagnik

10 acessos

Tum kya jano dil karta tumse kitna pyar
rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye deewanapan
jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yar

pehle kabhi tu dil mera itna nahi tha deewana
kya chiz hai deewangi pake tujhe main na jana
tujhko dekha tujhko chaha tera ho gaya
jan-e-jana main tere khwabo me kho gaya, aa chum lun tujhe bar bar
tum kya jano dil karta tum se kitna pyar
rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye deewanapan
jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yar

uff kya sama jawan hai aagosh me chandni hai
bikhri hai jo yaha waha woh pyar ki roshni hai
hai tere hi dam se meri chhahat ka jaha
tera jaisa aashiq sabko milta hain kaha, tujhpe sanam meri jan nisar
tum kya jano dil karta tumse kitna pyar
rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye deewanapan
jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yar

Top Letras de Alka Yagnik

  1. Salaam (tradução)
  2. Zindagi Ek Ajab Mod Pe
  3. Bechain Mera Yeh Dil Hai
  4. Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya
  5. Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si
  6. Arey Mar Gaye Mar Gaye Phokat Me Ham
  7. Jaana Nahin Tha
  8. Yaar Mat Ja Ke Meri Baat Abhi Baaki Hai
  9. Pehle Pehel (tradução)
  10. Samajhkar Chand Jisko Aasman Ne