Letras Web

Pooch Rahe Hain

Alka Yagnik

3 acessos

Aaraju thi hame itanaa zahek se maut mil jaaye
Saari duniyaa mein kisise to muhobbat mil jaaye
Jiteji paayaa naa kuch hamane jamaanewaalo
Ab janaaje ko to rukhsat ki izaazat mil jaaye

Poochh rahe hai poochhanewaale
Lekin hum bataalaaye kyaa
Daag ye dil ne paaye hai kaise
Unako hum samajaaye kyaa
Poochh rahe hai poochhanewaale

Kitane daag hai is daaman mein
Kitane daag hai maathe par
Jo humako apanaa sakate the
Sach hai hume apanaaye kyaa
Daag ye dil ne paaye hai kaise
Unako hum samajaaye kyaa
Poochh rahe hai poochhanewaale

Jo apano ki basati thi ab nagari hai begaano ki
Kon yahaa hai sunanewaala
Dil ki baat sunaaye kyaa
Daag ye dil ne paaye hai kaise
Unako hum samajaaye kyaa
Poochh rahe hai poochhanewaale

Patthar ab kyaa fek rahe ho hum pehalese hi jakhmi hai
Dil par kitane jakhma lage hai chhodo tumhe ginawaaye kyaa
Daag ye dil ne paaye hai kaise
Unako hum samajaaye kyaa
Poochh rahe hai poochhanewaale

Top Letras de Alka Yagnik

  1. Salaam (tradução)
  2. Zindagi Ek Ajab Mod Pe
  3. Bechain Mera Yeh Dil Hai
  4. Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya
  5. Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si
  6. Arey Mar Gaye Mar Gaye Phokat Me Ham
  7. Jaana Nahin Tha
  8. Yaar Mat Ja Ke Meri Baat Abhi Baaki Hai
  9. Pehle Pehel (tradução)
  10. Samajhkar Chand Jisko Aasman Ne