Letras Web

Mujhe To Hone Laga Hai Pyar

Alka Yagnik

4 acessos

Mujhe to hone laga hai pyar mere yar o mere yar
na jane dil kyun hai beqarar mere yar o mere yar
hamari manzilein juda juda milenge kab kahan kise pata
ho hamari manzilein
rahega dil ko intazar mere yar o mere yar
mujhe to hone laga hai

(beqarar hoke kya karugi, ro ke yad teri mujhako jab satayegi
main na ji sakunga aansu na pi sakunga, dosti mujhe bahut rulayegi
lab pe rahegi milan ki duwa ho ho ho
na hoga khud pe iktiyar mere yar o mere yar, mujhe to hone laga hai

kya hasin umrr thi na koyi fiqr thi, kat rahi thi muskara ke zindagi
kya jawan safar tha na kisi ka dar tha, dard tha na koyi na koyi bekasi
jine ka ham le rahe hain maza ho ho ho
kushi mili hai beshumar mere yar o mere yar, mujhe to hone laga hai

Top Letras de Alka Yagnik

  1. Salaam (tradução)
  2. Zindagi Ek Ajab Mod Pe
  3. Bechain Mera Yeh Dil Hai
  4. Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya
  5. Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si
  6. Arey Mar Gaye Mar Gaye Phokat Me Ham
  7. Jaana Nahin Tha
  8. Yaar Mat Ja Ke Meri Baat Abhi Baaki Hai
  9. Pehle Pehel (tradução)
  10. Samajhkar Chand Jisko Aasman Ne