Letras Web

Choli Ke Peechhe Kya Hai

Alka Yagnik

8 acessos

cho: kukuk ku kukukukukuk
i: choli ke peechhe kya hai, choli ke peechhe - 2
chunari ke neeche kya hai, chunari ke neeche
a: ho, choli mein dil hai meraa, chunari mein dil hai mera
choli mein dil hai meraa, chunari mein dil hai mera
ye dil mein doongi mere yaar ko, pyaar ko!
i: aah!
cho: kukuk ku kukukukukuk

i: are, laakhon deevaane tere, laakhon deevaane
aashiq puraane tere, aashiq puraane
a: ho, aashiq mila na aisaa, hmmm
meri pasand jaisa hmmm
de dil shahar ye aisaa, kya karoon kya karoon
i: hay!
cho: kukuk ku kukukukukuk

a: resham ka lahanga meraa, resham ka lahanga
lahanga hai mahanga meraa, lahanga hai mahanga
lahanga utha ke chaloon, ghunghat gira ke chaloon
kya kya bacha ke chaloon raamajee, raamji
i: hay!
cho: kukuk ku kukukukukuk

i: are, isako bacha lo baaboo, is ko bacha lo
dil mein chhupaalo baaboo, dil mein chhupaalo
a: ho, aashiq pade hain peechhe, {o ho!}
koi idhar ko kheenche, hmmm
koi udhar ko kheenche, kya karoon kya karoon
i: hay!
cho: kukuk ku kukukukukuk

a: hai! shaadi karaado meri {o ho!} shaadi karaado hmmm
doli sajaado meri doli saja do {ah ha ah ha!}
sautan bana na jaye,
jogan bana na jaaye
jogan saha na jaaye, kya karoon, kya karoon {hai chhoree}
ko: kukukuk

i: are! ladaki ho kaisi bolo, ladaki ho kaisi
ladaka ho kaisa bolo , ladaka ho kaisa
a: ho ladaki ho mere jaisi {ah ha!}
ladaka ho tere jaisa {vaah vaah!}
aaye maza phir kaisaa, pyaar kaa, pyaar ka {vaah!!}
cho: kukukuk

a: ho ... jhumari ka jumaru ban jaa, jhumari ka jumaru {kich kich}
paayal kaa, ghungharu ban ja paayal ka ghungaru {kich kich}
meri salaami kar le
meri gulaami kar le
hoga tu hoga koi badashaah, badashaah {are jaan!}
cho: kukukuk

a: baali umariya meri baali umariya
suni sajariya meri suni sajariya
mere sapanon ke raaja
jaldi se vaapas aaja {ah!}
soti hun main daravaaja khol ke, khol ke {ah!}
cho: kukukuk

a: begam bagair baadashaah kis kaam ka
baadashaah bagair begam kis kaam ki
teri marazi tu jaane, meri marazi main jaanoon
maine javaani tere naam kee, naam ki {ho choree}

i: choli ke peechhe kya hai, choli ke peechhe
choli ke peechhe kya hai, choli ke peechhe
chunari ke neeche kya hai , chunari ke neeche
a: ho, choli mein dil hai meraa, chunari mein dil hai mera {ah ha!}
ho, choli mein dil hai meraa, chunari mein dil hai mera {vah vah}
ye dil mein doongi mere yaar ko, pyaar ko {kurr}
cho: choli mein dil hai meraa, chunari mein dil hai mera - 2
hu ...
choli mein dil hai meraa, chunari mein dil hai mera
a: dil ... dil hai mera ... - 2

Top Letras de Alka Yagnik

  1. Salaam (tradução)
  2. Zindagi Ek Ajab Mod Pe
  3. Bechain Mera Yeh Dil Hai
  4. Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya
  5. Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si
  6. Arey Mar Gaye Mar Gaye Phokat Me Ham
  7. Jaana Nahin Tha
  8. Yaar Mat Ja Ke Meri Baat Abhi Baaki Hai
  9. Pehle Pehel (tradução)
  10. Samajhkar Chand Jisko Aasman Ne