Letras Web

Ankhe Bandh Karke Jo Ek Chehra Najar Aya

Alka Yagnik

4 acessos

ankhe bandh karke jo ek chehra najar aya
woh tumhi ho ai sanam, woh tumhi ho ai sanam
jise pyar karte hee dil ko mere karar aya

ankhe bandh karke jo ek chehra, najar aya

tumhi jane jana, mere pyar kaa sapna
dil ne mere mana dilbar tumhe apna
mere yar pe hai mujhko bada hee naz
meri chahto se tum naa karna kabhi aitraz
ankhe bandh karke jo ek chehra, najar aya
woh tumhi ho ai sanam, woh tumhi ho ai sanam

jindgi hai tujhse, mera ishq kehta hai
too meri sason me, har waqt rehta hai
mera khwab too hai tuhi meri parwaz
meri chahto se tum naa karna kabhi aitraz
ankhe bandh karke jo ek chehra, najar aya
woh tumhi ho ai sanam, woh tumhi ho ai sanam
jise pyar karte hee dil ko mere karar aya
woh tumhi ho ai sanam, woh tumhi ho ai sanam

Top Letras de Alka Yagnik

  1. Salaam (tradução)
  2. Zindagi Ek Ajab Mod Pe
  3. Bechain Mera Yeh Dil Hai
  4. Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya
  5. Chhoti Si Pyari Si Nanhi Si
  6. Arey Mar Gaye Mar Gaye Phokat Me Ham
  7. Jaana Nahin Tha
  8. Yaar Mat Ja Ke Meri Baat Abhi Baaki Hai
  9. Pehle Pehel (tradução)
  10. Samajhkar Chand Jisko Aasman Ne