Letras Web

Ghabarake Darr Darr Ke

Adnan Sami

3 acessos

Ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
deewaare rasta roke toh unase takaraana sikho
jinda rehna hai sar uthaake toh mar jana sikho
ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

jindagaani ko samajh le khel tu, muskuraake mushkilo ko jhel tu
saari duniya mein nahi tujhsa koyi, tu anokha hai yaha, anmol tu
ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

chaahe uss duniya mein tu jaaye kahin
haan julm se khaali nahi koyi jami
tu jo chaahe toh mita de julm ko
shart yeh hai tujhko ho khud par yakin
ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
deewaare rasta roke toh unase takaraana sikho
jinda rehna hai sar uthaake toh mar jana sikho
ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

Top Letras de Adnan Sami

  1. Yeh Jamin Ruk Jaaye, Aasman Jhuk Jaay
  2. Teri Aankhein Garam Masala
  3. Teree Baaho Me Jo Gujaree
  4. Dekho Janeman Jahan Bhee Kahee Muskurana
  5. Meree Saanso Me Nasha Hai Pyaar Kaa
  6. Kyon Hai Mujhe Lagta
  7. Yaad Aayi Yaad Ayi
  8. Hey Meter Down, Down
  9. Abb Kya Karenge Bhai, Abb Kaha Jayenge
  10. Hota Hai Har Faisala Ek Second Mein