Letras Web

Kya Tujhe Pata Hain Main

Abhijeet

4 acessos

cant get you out of hea its so bad
i cant get you out of hea its so bad

kya tujhe pata hain main tujhe kitna pyar karta hu
har ghadi jaane jana tera intejaar karta hu
kehti hain betaabiyan aa meeta de tanhai
kya tujhe pata hain main tujhe kitna pyar karta hu
har ghadi jaane jana tera intejaar karta hu

i wanna tell you my love
theres something you should know
i cant get you out of my head its so bad
never gonna let you go
raat bhar meri aankhon main khwab banke tu aati hain
tanha mere khayalo ko chedke chali jaati hain
ho dhadkan dhadkan jaane hain ke main hu tera saidaai
kya tujhe pata hain main tujhe kitna pyar karta hu
har ghadi jaane jana tera intejaar karta hu
ho kehti hain betaabiyan aa meeta de tanhai
kya tujhe pata hain main tujhe kitna pyar karta hu
har ghadi jaane jana tera intejaar karta hu

hey hey hey lalala la
dooba dooba main rehta hu ajnabi se ahsaason main
khushbuain teri aati hain aati jaati in saanson main
ho yaadon ke aaine main sirf tu nazar aayi
kya tujhe pata hain main tujhe kitna pyar karta hu
har ghadi jaane jana tera intejaar karta hu
ho kehti hain betaabiyan aa meeta de tanhai
kya tujhe pata hain main tujhe kitna pyar karta hu
har ghadi jaane jana tera intejaar karta hucant get you out of hea its so bad
i cant get you out of hea its so bad

Top Letras de Abhijeet

  1. Baje Jo Bansi
  2. Tota Mere Tota
  3. Ham Hain Mast Maula
  4. Chori Chori Gori Se
  5. Dil Le Le Lena
  6. Shadi Karke
  7. Teri Bindiya Udaake Le Gayi
  8. Dekhte Hi Dekhte
  9. Tum Mujhe Achche
  10. Milte Hi Unpe Dil Aa Gaya