Letras Web

Yeh Pyaar Pyaar Kya Hai

Kavita Krishnamurthy

6 acessos

Ek sawaal hai, poochhe kya

Kya sawaal hai, poochho na

Phool kyoon khilte hai

Dil se dil jab milte hai

Jaan kab jaati hai

Yaad jab aati hai

Chaand kyoon dhalta hai

Tujhse yeh jalta hai

Aankhen kyoon ladti hai
Neendein kyoon udti hai
Saansein kyoon rukti hai

Yeh pyaar pyaar kya hai
Inkaar yaar kya hai
Yeh jeet haar kya hai, bata

Yeh pyaar pyaar kya hai
Inkaar yaar kya hai
Yeh jeet haar kya hai, bata

Yeh pyaar pyaar kya hai
Inkaar yaar kya hai
Yeh jeet haar kya hai, bata

Aankhen jo ladti hai
Neendein phir udti hai
Saansein bhi rukti hai

Yeh pyaar pyaar tu hai
Ikraar yaar tu hai
Yeh jeet haar tu hai, Priya

Yeh pyaar pyaar tu hai
Ikraar yaar tu hai
Yeh jeet haar tu hai, Priya

Yeh pyaar pyaar kya hai
Ikraar yaar kya hai
Yeh jeet haar kya hai, bata

Dil mera kyoon kho gaya
Dil bola yeh kyoon ho gaya
O main teri kyoon ho gayi
Tu mera kyoon ho gaya

(Dhak dhak dil kare
Tujhpe yeh dil mare
Bolo bolo kya kare jaane jaan) - 2
Main tera, tu meri - 2
Duniya se hai kya

Yeh pyaar pyaar kya hai
Ikraar yaar kya hai
Yeh jeet haar kya hai, bata

Yeh pyaar pyaar kya hai
Inkaar yaar kya hai
Yeh jeet haar kya hai, bata

Yeh pyaar pyaar tu hai
Ikraar yaar tu hai
Yeh jeet haar tu hai, Priya

Voh gali jis mein ghar tera
Hai vahin pe yeh dil mera
Kya kare ab deewana dil
Har jaga chehra tera

(Dole dole dole dole
Dil mera dole dole
Shyaam subha bole bole naam tera) - 2

O kaatil, leke dil - 2
Jaati hai kahan

Yeh pyaar pyaar kya hai
Ikraar yaar kya hai
Yeh jeet haar kya hai, bata

Yeh pyaar pyaar tu hai
Ikraar yaar tu hai
Yeh jeet haar tu hai, Priya

Yeh pyaar pyaar tu hai
Ikraar yaar tu hai
Yeh jeet haar tu hai, Priya

Aankhen kyoon ladti hai
Neendein kyoon udti hai
Saansein kyoon rukti hai
Yeh pyaar pyaar kya hai
Inkaar yaar kya hai
Yeh jeet haar kya hai, bata

Yeh pyaar pyaar tu hai
Ikraar yaar tu hai
Yeh jeet haar tu hai, Priya

Yeh pyaar pyaar kya hai
Ikraar yaar kya hai
Yeh jeet haar kya hai, bata

Yeh pyaar pyaar kya hai
Inkaar yaar kya hai
Yeh jeet haar kya hai, bata

Yeh pyaar pyaar tu hai
Ikraar yaar tu hai
Yeh jeet haar tu hai, Priya

Top Letras de Kavita Krishnamurthy

  1. Main Vari Vari (tradução)
  2. Jaana Suno Hum Tum Pe
  3. Dheeme Dheeme Dheere Dheere
  4. (Julie Julie) Humko Mary Nahi Mangta
  5. Mr. India
  6. Jaanam Jaan-e-Jaa [2]
  7. Kehta Hai Mera Yeh Dil
  8. Jaana Jindagi Se Na Jaana
  9. Chalo Chale Mitwa
  10. Dil chura liya