Letras Web

Raatein

Jal

3 acessos

yaad hai woh saari woh saari baatein
raaton mein din the din thi raatein
toh phir yeh jeevan aisa na tha
jaisa hamne socha
toh kya yeh bandhan aisa tha kya
jo kabhi toot na saka
woh baatein baaki thi wohmuskurahat tumhari thi
woh chahat bhara ehsaas labon pe baatein hamari thi

anjane raston pe jab hum saath the
doston ke sang bhi apane khwaab the
toh kya yeh jeevan aaisa na tha
jaisa hamne socha
toh kya yeh bandhan aisa tha kya
jo kabhi toot na saka
woh baatein baaki thi wohmuskurahat tumhari thi
woh chahat bhara ehsaas labon pe baatein hamari thi
woh muskurahat woh chahat labonpe baatein hamari thi
toh kya yeh jeevan aaisa na tha
jaisa hamne socha
toh kya yeh bandhan aisa tha kya
jo kabhi toot na saka

dekh ke tujhko yeh kya ho gaya

Top Letras de Jal

  1. Panchi
  2. Har Jagah Hai Jal
  3. Manchala
  4. Rangon Mein
  5. Chalte Chalte
  6. Kash Yeh Pal
  7. Teri Yaad
  8. Bikhra Hoon Mein
  9. Sajni
  10. Ek Din Ayega